PHONE-BATTERY-LOW-PROBLEAM-SOLUTION |
KYU HOTA HAI BATTERY JALDI LOW:-
1.AAJ KAL JADATAR LOG INTERNAT KA USE KARTE HAI.YEH EK SABSE BADA KARAN HAI APKE PHONE KI BATTERY BAHUT HI JALD LOW HO JATI HAI.
2.HAM BEVJAH HI APNE PHONE ME SETTING KAR DETE HAI.JINKI KOI JARURAT NAHI HOTI.JO HAMARE PHONE KE BATTERY KO FAST LOW KARANE ME HELP KARTA HAI.
AGAR APKE PHONE KI BATTERY SAHI HAI AUR BATTERY JALD HI LOW HO JATI HAI TO YE 2 HI MUKHYA KARAN HOTE HAI.
9 Ways Increase 50 Percent of Android or Smartphone's Battery:-
◻️AAP JAB INTERNET KA USE APNE ANDROID YA SMART PHONE ME NAHI KAR RAHE HAI.TO AAP INTERNET DATA KO OFF KAR DE IS SE APKE BATTERY KI 20 PERCENT POWER INCREASE HO JAYEGI.
◻️AGAR AAP APNE SMART PHONE YA ANDROID PHONE PAR INTERNET CHALANA CHAHTE HAI TO AAP MOBILE DATA KE BAJAY WiFi KA USE KAR SAKTE HAI.JISKI HELP SE APKE PHONE 5 PERCENT BATTERY SAVE KAREGA.
◻️JAB AAP KAHI TRAVEL KAR RAHE HAI.TO AAP APNE PHONE KO AIRPLAN MODE PAR RAKH DE.KYUKI ISS SAMAY APKE PHONE KO BAR BAR NETWORK SEARCH KARNA PADTA HAI.JIS SE AAPKI BATTERY BAHUT JALDI LOW HO JATI HAI.ISSE AAJMAKAR AAP APKE PHONE KI 5 PERCENT BATTERY JARUR SAVE KAR LENGE.
◻️AKSAR HAM SOCIAL MEDIA APPLICATION PAR Ex.FACEBOOK,WHATSAPP,YOUTUBE ETC. PAR AUTO-PLAY AUTO DOWNLOAD JAISI SERVISES KO ACTIVE KAR DETE HAI.AAP USHE CLOSE KARKE BHI APNE PHONE BATTERY KO 10 PERCENT INCREASE KAR SAKTE HAI.
◻️AUTO BRIGHTNESS OFF KARE AND APKO JITNE BRIGHNESS KI JARURAT HAI UTNA HI RAKHE.AUTO BRIGHNESS SE BHI APKI PHONE BATTERY JALDI LOW HO JATI HAI.
◻️AAP JADA SE JADA KOSHISH KARE KI APKA PHONE KISI HIT WALE STHAN PAR NA HO.JAISE T.V PAR YA DHOOP ME KYUKI ISKE KARAN BHI PHONE KI BATTERY BAHUT HI FAST LOW HO JATI HAI.
◻️BEVJAH HI APKE PHONE ME BATTERY KO FULL CHARGE KARNE KE CHAKKAR ME NA PADE.KYUKI AKSHAR FULL CHARGE KARNE PAR APKE PHONE KI BATTERY JALD HI DISCHARGE HO JATI HAI.AAP SIRF 80 PERCENT HI CHARGE KARE.
◻️JAB AAPKO APNE PHONE SE KAM NA HO.YANI SIRF AAPKO CALL SE MATLAB HO TO AAP APNE MOBILE KE.SMART BETTERY SAVER KA USE KARE.
◻️SIMPLE WALLPAPER HI AAP APNE PHONE PAR RAKHE.
◻️SIMPLE WALLPAPER HI AAP APNE PHONE PAR RAKHE.
TIP:-BATTERY KI LIFE INCREASE KARNE KA DAWA KARNE WALI SABHI AAPLICATIONS FAOUD HOTI HAI.ISLIYE AAP KOI BHI 3RD PARTY APPLICATION KO DOWNLOAD NA KARE.ISKE KARAN APKI BATTERY KHARAB HO SAKTI HAI.
UMMID HAI FRIENDS INN SABHI IDEAS KA USE KARKE AAP APNE SMARTPHONE YA ANDROID PHONE KI BATTERY KO 50 PERCENT TAK JARUR HI BADHA PAYENGE.
अगर आपको आज का यह पोस्ट पसंद आये तो कमेंट करके जरूर बताये क्युकी कमेंट बॉक्स आपका ही है। हो सके तो अपने हर फ्रेंड्स को आप इस पोस्ट को सोशल मीडिया पर शेयर करके जरूर बताये। और साथ ही साथ हमारे ब्लॉग वेबसाइट को सब्सक्राइब करे। ताकि आप पा सके ऐसे ही महत्वपूर्ण जानकारियों के नोटिफिकेशन सीधे अपने मोबाइल पर।
आप हमसे यहाँ कनेक्ट हो सकते है। | ||
---|---|---|
facebook page | ||
twitter page | ||
Instagram Page | ||
YouTube | youtube channel | |
Youtube Channel Technical Vidya...!!! Watch & Subscribe Channel |
***तो दोस्तों आज के लिए बस इतना ही फिर मिलेंगे अगली पोस्ट में तब तक के लिए नमस्कार जय हिन्द वन्दे मातरम।
Post a Comment
इस आर्टिकल के बारे में आप अपनी राय नीचे कमेंट बॉक्स में दे सकते हैं।