यूट्यूब 1000 View के कितने पैसे देगा | जानकारी हिंदी में
YOUTUBE-1000-VIEWS-KE-KITNE-PAISE-DETA-HAI
YOUTUBE-1000-VIEWS-KE-KITNE-PAISE-DETA-HAI

HELLO,NAMSKAR DOSTO
FRIENDS AGAR APKA BHI YOUTUBE PAR NEW CHANNEL HAI.AND ABHI TAK APKE CHANNEL PAR ADS SHOW HONA START NAHI HUA HAI.TO FRIENDS AAP KE BHI MAN ME YE SAWAL TO JARUR AATA HOGA KI YOUTUBE HAMARE 1000 VIEWS KA KITNA PAISA DEGA.AAJ KE ISS POST ME HAM ISSI TOPIC KE BARE ME JANKARI HASIL KARNE WALE HAI.TO CHALO FRIENDS JANTE HAI KI YOUTUBE 1000 VIEWS KA KITNE PAISE DETA HAI.

INTRODUCTION:YOUTUBE

FRIENDS DUNIYA ME SABSE JADA SEARCH KIYE JANE WALA 2ND NUMBER ME KOI HAI TO VO HAI YOUTUBE.FRIENDS YOUTUBE EK AISA PLATFORM HAI JAHA KOI BHI APNA CHANNEL BANAKAR YOUTUBE PAR APNI VIDEOS UPLOAD KAR SAKTA HAI.AUR JAB USKE CHANNEL PAR 10,000 VIWES,4000 HOUR WATCH TIME AND 1000 SUBSCRIBER HO JAYE TO VO APNE CHANNEL PAR ADSENSE ME APPLY KARKE APNE VIDEOS PAR MONETIZING ANABLE KARKE PAISE KAMA SAKTA HAI.


WHAT IS MONETIZING:-

FRIENDS JAB AAP APNE YOUTUBE CHANNEL PAR APNA TARGET 10000 VIEWS,4000 HOUR WATCH TIME AND 1000 SUBSCRIBER GAIN KAR LETE HAI.TO AAP APNE UPLOAD KIYE VIDEOS KE MONETIZING KE LIYE ADSENSE KE LIYE APPLY KARTE HAI.GOOGLE ADSENSE TEAM APKE CHANNEL KA REVIEW KARKE APKE CHANNEL PAR MONETIZING ACCEPT KARTI HAI.USKE BAD AAP APNE UPLOAD VIDEOS KO MONETIZE KARKE PAISE KAMATE HAI.YAHA MONETIZE KA MATLAB APKE VIDEOS PAR ADS DIKHNA HAI.US ADS SE APKI EARNING HOTI HAI.

YOUTUBE PAR ADS KAISE AATE HAI?

FRIENDS BAHUT SARI COMPANY APNE PRODUCT KE MARKETING KE LIYE YOUTUBE KO PAISE DETI HAI.AUR YOUTUBE UN ADS KO HAMARE VIDEOS KE STARTING YA BICH BICH ME SHOW KARATA HAI.YAHA YOUTUBE ADVERTISER SE KISI ADS KO DIKHANE KE LIYE AGAR Rs.100 LETA HAI.TO VO ADS JIS BHI CHANNEL PAR SHOW HOGA.USE YOUTUBE Rs.55 DEGA AND Rs.45 APNE PAS RAKHEGA.KAHA JAYE TO AAP YOUTUBE KE PARTNER HO JATE HAI.AUR YE PARTNERSHIP 55% AND 45% KI HOTI HAI.

YOUTUBE PAR 1000 VIEWS KE KITNE PAISE MILTE HAI.

FRIENDS YAHA BAHUT SARE NEW YOUTUBER KAHTE HAI.KI AGAR APKE 1000 VIEWS AA GAYE TO APKA 1$ FIX HO GAYA.PAR FRIENDS AISA NAHI HAI.YAHA AAP BATA NAHI SAKTE KI APKO YOUTUBE 1000 VIEWS KE 1$ DEGA,1$ SE KAM DEGA YA JADA.KYUKI FRIENDS HAR ADVERTISER YAHI CHAHTA HAI KI USKE VISITORS BUYERS/CUSTOMER ME CONVERT HO JAYE.ISSI LIYE YOUTUBE BHI ADS KO AISE HI JAGAH DIKHATA HAI.

JAISE KI AGAR AAPKE VIDEOS VILLEGE ME JADA DEKHE JATE HAI.TO FRIENDS VAHA JADA LOG ONLINE BUY NAHI KARTE.ISILIYE GOOGLE/YOUTUBE KA ALGORITHM UN VIDEOS PAR JADA YA HIGH QUALITY KE ADS SHOW NAHI KARATA.ISILIYE YAHA SE AGAR APKO 1000 VIEWS BHI MIL GAYE TO FIR BHI AAP 1$ NAHI EARN KAR PAYENGE.

PAR AGAR AAP AAPKI VIDEOS METRO CITY'S ME DEKHI JATI HAI.TO APKE VIDEOS PAR JADA SE JADA ADS SHOW HOTE HAI.AND APKE 1000 VIEWS PAR 1$ YA US SE JADA MILNE KE CHANCES BADH JATE HAI.

LEKIN AGAR APKI VIDEO INDIA SE BAHAR BHI DEKHI JATI HAI.TO VAHA LAGBHAG SABHI LOGO KE PAS INTERNET CONNECTION HAI.VAHA KE JADA SE JADA LOG ONLINE SHOPPINGS KARTE RAHTE HAI.ISILIYE GOOGLE/YOUTUBE APNE HIGH QUALITY KE ADS VAHA SHOW KARATA HAI.AISE ME APKE 1000 VIEWS PAR 1$ SE JADA EANING KI SAMBHAWANA HO JATI HAI.

FRIENDS YAHA BHI EK GAUR KARNE WALI BAT HAI.JAB APKE VIDEOS PAR 1000 VIEWS AA JATE HAI.TO YAH BHI DEKHANA HOTA HAI.KI UN 1000 VIEWS ME KITNI BAR APKE VIDES PAR ADS CHALAI GAI.AGAR 1000 VIEWS PAR KOI ADS SHOW NAHI HUI HAI TO APKE 1000 VIEWS PAR APKO 0$ MILENGE YANI KUCHH NAHI.

SIMPLE TARIKE SE BATAYA JAYE TO YE FIX HI NAHI HAI KI AAP 1000 VIEWS PAR KITNE KAMAYENGE YA YOUTUBE APKO DEGA.TO FRIENDS AGAR AAP NEW YOUTUBER HAI TO SIRF ACHCHHE QUALITY KI VIDEOS UPLOAD KARE.AAP ISS BAT KI CHINTA CHHOD DE KI APKO KITNA MILEGA.KYUKI JAISE JAISE INTERNET LOGO ME FAIL RAHA HAI.AB INDIA ME BHI HIGH QUALITY KI ADS AANE LAG GAI HAI.YOUTUBE MARKETING KA SABSE SASTA WAY HAI.ISILIYE JADA SE JADA ADVERTISER ISS SE JUD RAHE HAI.2019-2020 TAK INDIA ME BHI HIGH QUALITY KI ADS SHOW HOGI.AUR FRIENDS AAP ACHCHHI EARNNING KAR SAKENGE.

TO FRIENDS UMMID HAI APKO AAJ KA YAH TOPIC PURI TARAH SAMJH AA HI GAYA HOGA.KI YOUTUBE APKO 1000 VIEWS KA KITNA PAISE DEGA.APSE YAHI KAHUNGA FRIENDS AAP ISS BAT KO APNE DIMAG SE NIKAL DE.KYUKI JAB AAP MEHNAT KARENGE TO AAPKO AAGE BADHNE SE KOI ROK NAHI SAKTA.

अगर आपको आज का यह पोस्ट पसंद आये तो कमेंट करके जरूर बताये क्युकी कमेंट बॉक्स आपका ही है। हो सके तो अपने हर फ्रेंड्स को आप इस पोस्ट को सोशल मीडिया पर शेयर करके जरूर बताये। और साथ ही साथ हमारे ब्लॉग वेबसाइट को सब्सक्राइब करे। ताकि आप पा सके ऐसे ही महत्वपूर्ण जानकारियों के नोटिफिकेशन सीधे अपने मोबाइल पर।
आप हमसे यहाँ कनेक्ट हो सकते है।
Facebook facebook page
Twitter twitter page
Instagram Instagram Page
YouTube youtube channel
Youtube Channel Technical Vidya...!!! Watch & Subscribe Channel

***तो दोस्तों आज के लिए बस इतना ही फिर मिलेंगे अगली पोस्ट में तब तक के लिए नमस्कार जय हिन्द वन्दे मातरम। 

8 Comments

इस आर्टिकल के बारे में आप अपनी राय नीचे कमेंट बॉक्स में दे सकते हैं।

  1. अच्छी जानकारी है

    ReplyDelete
  2. sir mujhe ye pata karna hai ki youtube kya ek hi video pe 1000 view mangta hai tabhi paise milenge ya fir mere chanel ke total video par 1000 view pe

    ReplyDelete
    Replies
    1. सबसे पहले आप इस बात को जान ले की - यूट्यूब चैनल पर अपलोड किए गए वीडियो से पैसे कमाने के लिए आपको अपने चैनल को गूगल ऐडसेंस के साथ जोड़ना होगा। उसके पश्चात ही आप के वीडियो पर आने वाले व्यूज के पैसे मिलेंगे यह कोई मायने नहीं रखता कि आपके व्यूज एक ही वीडियो से आ रहे हैं या आपके चैनल पर अपलोड सभी वीडियो से आ रहे हैं। हालांकि, गूगल ऐडसेंस केवल उसने ही व्यूज में गिनता है; जब वीडियो चलाई जाए और वहां विज्ञापन दिखाई दे। उम्मीद है, आप समझ गए होंगे। धन्यवाद!

      Delete
  3. अच्छी जानकारी दी है आपने।

    ReplyDelete
  4. hello dipak bhai aapka post or sabhi logo se bhut achcha hai. mujhe ye aaj tak pta hi nhi tha ki youtube 1000 views ke kitne paise deta hai. lekin mene aapki post ko pda to mujhe pta cha ki youtube 1000 views ke kitne paise deta hai.

    ReplyDelete
    Replies
    1. आर्टिकल के प्रति अपना महत्वपूर्ण और अनमोल राय देने के लिए आपका शुक्रिया! हमें आपकी मदद करने में खुशी का अनुभव होता है और हम इसे ऐसे ही जारी रखेंगे। भविष्य में हम अपने आप को बेहतर बनाने की कोशिश कर रहे हैं। ताकि हम आपकी अच्छी तरह से सहायता कर सकें। धन्यवाद (Masti ki पाठशाला)

      Delete

Post a Comment

इस आर्टिकल के बारे में आप अपनी राय नीचे कमेंट बॉक्स में दे सकते हैं।

Previous Post Next Post