WHAT-IS-SEARCH-TRAFFIC-AND-HOW-TO-USE |
HELLO,NAMSKAR DOSTO
FRIENDS HAM SABHI JANTE HAI.GOOGLE WEBMASTER TOOL WORLD KI SABSE BEHTARIN SITE SEARCH ENGINE OPTIMIZATION SERVICE HAI.FRIENDS JAISE KI HAMNE PICHHLE KUCHH POST ME GOOGLE WEBMASTER TOOL KE KUCHH SERVICES KE BARE ME JANA THA AAJ KI ISS POST ME HAM GOOGLE WEBMASTER TOOL ME SEARCH TRAFFIC AND USKE UNDER AANE WALE SABHI OPTIONS KE BARE ME JAN NE WALE HAI KI KAISE SEARCH TRAFFIC HAMARI HELP KAR SAKTA HAI.
INTRODUCTION SEARCH TRAFFIC:-
FRIENDS JAISE NAME SE HI PATA CHAL RAHA HAI.KI YAHA APKE BLOG YA WEBSITE PAR KAHA SE TRAFFIC AA RAHA HAI YE YE PATA CHALTA HAI.JIS SE AAP US COUNTRY KO YA US PARTICULAR YA SELECTED KEYWORDS KO USE KARKE APNE SITE PAR TRAFFIC AND SITE KI RANK BADHA SAKTE HAI.SEARCH TRAFFIC ME APKO 6 OPTION MILTE HAI JO APNA APNA ROLE PLAY KARTE HAI.
◽SEARCH ANALYTICS
◽LINK TO YOUR SITE
◽INTERNAL LINKS
◽MANUAL ACTIONS
◽INTERNATIONAL TARGETING
◽MOBILE USABILITY
SEARCH TRAFFIC KAISE WORK KARTA HAI.
FRIENDS HAMNE APSE PAHLE HI BATA DIYA HAI HI SEARCH TRAFFIC ME 6 OPTION HOTE HAI.HAM BARI BARI SABHI OPTION KO SAMJHENGE.INN SARE OPTIONS TAK JANE KE LIYE AAP GOOGLE WEBMASTER>>SELECT PROPERTY>>SEARCH TRAFFIC PAR CLICK KARKE JA SAKTE HAI.
⬛SEARCH ANALYTICS
JAISE HI AAP SEARCH ANALYTICKS PAR CLICK KARTE HAI APKE SAMNE APKE SITE KA SEARCH ANALYTICKS OPEN HO JAYEGA.YAHA APKO 1 TABLE SHOW HOGA USME 1ST ROW ME APKO CLICK, IMPRESSION, CTR, POSITION AND 2ND ROW ME APKO QUERICE, PAGE, COUNTRIES, DEVICES, SEARCH TYPE, DATE. ITYADI SAB MIL JAYEGA.
1]QUERICE:-
FRIENDS ISKA MATLAB KEYWORDS HOTA HAI.AGAR AAP 2ND ROW KE ISS OPTION KO SELECT KARTE HAI.TO APKO QUERICE YA KEYWORD KE BARE ME PATA CHALEGA.
AAP QUERICE PAR CLICK KARKE 1ST ROW KE 1-1 OPTION KO SELECT KARTE HAI.
☖ CLICK:-YAHA APKO PATA CHALEGA KI LOGO DWARA SEARCH KIYE GAYE QUERICE YA KEYWORDS ME KITNI BAR APKA SITE PAR CLICK HUA.
☖ IMPRESSION:-YAHA APKO PATA CHALTA HAI.KI LOGO DWARA SEARCH KIYE GAYE QUERICE ME KITNI BAR APKI SITE SEARCH ENGINE ME SHOW HUI HAI.
☖ CTR:-LOGO DWARA SEARCH KIYE GAYE QUERICE ME AAYE CLICK AND IMPRESSION KO LEKAR EK % NIKALA JATA HAI.USE CTR[CLICK THROW RATE] KAHTE HAI.
☖ POSITION:-LOGO DWARA SEARCH KIYE GAYE QUERICE ME APKA SITE KITNE POSITION PAR SHOW HUA YE APKO YAHA PATA CHALEGA.HALAKI YE SAHI NAHI HOTA.PAR AAP EK ANDAJA LAGA SAKTE HAI.
LOGO DWARA SEARCH KIYE GAYE ISS QUERICE YA KEYWORDS KO LEKAR HI AGAR AAP POST LIKHENGE TO APKI SITE JALD SE JALD GROW HONE SE KOI NAHI ROK SAKTA.
2]PAGE:-
FRIENDS YAHA APKO APKE SITE KE PAGES KI SARI DETAIS MILEGI KI APKE US PAGE PAR KITNE CLICK, IMPRESSION, CTR YA USKI SEARCH RESULT ME POSITION KYA HAI. ISKE LIYE AAP UPAR DIYE GAYE 1ST ROW ME SE 1-1 OPTION PAR TICK KARKE DEKH SAKTE HAI.
3]COUNTRIES:-
DOSTO YAHA APKO PATA CHALEGA KI APKE SITE PAR KAHA SE YANI KIS COUNTRY SE TRAFFIC AA RAHA HAI.YA APKO US COUNTRY SE KITNE CLICK, IMPRESSION, CTR, US COUNTRY ME APKI POSITION KYA HAI YE SARI INFORMATION MILEGI.ISKE LIYE AAP 1ST ROW KE OPTION PAR 1-1 CLICKS KARKE CHECK KAR SAKTE HAI.
4]DEVISES:-
FRIENDS YAHA APKO PATA CHALEGA KI KIS DIVESES PAR [MOBILE-DESKTOP-TABLET] APKI SITE JADA OPEN KI JA RAHI HAI.AUR VAHA APKO KIS DEVISES SE KITNE CLICK, IMPRESSION, CTR, AUR APKI US DEVISES ME SEARCH POSITION KYA HAI.AAP 1ST ROW KE OPTIONS PAR 1-1 KARKE CLICK KARE.
5]SEARCH TYPE:-
FRIENDS YAHA APKO PATA CHALEGA KI APKI SITE KIS TYPE ME SEARCH RESULT ME SHOW HUI HAI.Ex.- WEB,IMAGES,VIDEO
AAP ISME SE KOI BHI OPTION SELECT KARKE USKE CLICK, IMPRESSION, CTR AND POSITION DEKH SAKTE HAI.AAP 1ST ROW KE OPTIONS 1-1 KARKE SELECT KIJIYE.
6]DATE:-
FRIENDS YAHA AAP JAN SAKENGE KI KIS DATE PERIOD ME APKE SITE PAR KITNA CLICK,IMPRESSION,CTR AND SEARCH POSITION THI AAP 1ROW KE OPTION 1-1 SELECT KARKE DEKHE.
FRIENDS SEARCH ANALYTICS SE APKO YE HELP HOGI KI APKA KONSA KEYWORD ACHCHHA WORK KAR RAHA HAI.KONSE PAGE PAR KAHA SE TRAFFIC AA RAHA HAI.KIS COUNTRY ME APKO JADA TRAFFIC MIL RAHA.KIS KEYWORD ME APKO AB KAM YA POST LIKHNA HAI.YE SARI JANKARIYA MIL JATI HAI.
⬛LINKS TO YOUR SITE:-
FRIENDS YAHA APKO BACKLINKS YANI APKI SITE KAHA KAHA CONNECT HAI.ISKI JANKARI MILTI HAI.AAP YAHA SE PATA KARENGE KI KIS URL PAR APKI SITE LINK HAI.
⬛INERNAL LINKS:-
FRIENDS YAHA HAMARE HI SITE KI HAMARE HI PAGES KAHA KAHA LINK HAI.ISKI PURI JANKARI HAME MIL JATI HAI.
⬛MANUAL ACTION:-
FRIENDS AGAR APKE SITE ME KUCHH AISE CHIJ HAI.JO GOOGLE KE POLICY KE KHILAF HAI.JIS SE APKE SITE KO NUKSAN HO SAKTA HAI.YA AGAR KOI APKE SITE KO HACK KARTA HAI YA KARNE KI KOSHISH KARTA HAI.TO YAHA APKO USKI PURI JANKARI MILEGI AUR AAP USE YAHA SE SOLVE KAR SAKENGE.
⬛INTERNATIONAL TARGETING:-
FRIENDS YAHA APKO 2 OPTION MILENGE
1]LANGUAGE:-YAHA APKO SHOW HOGA YOUR SITE HAS NO hreflang TAG ISKA MATLAB APKE SITE ME ABHI KOI BHI LANGUAGE TAG NAHI HAI.AAP APNE TAMPLATE KO EDIT ME JAKAR USE ADD KAR SAKTE HAI.
2]COUNTRY:-YAHA AAP KOI BHI COUNTRY SELECT KAR SAKTE HO.YAHA APKO BAHUT SARE COUNTRY MIL JATE HAI.AAP JAHA BHI APNE SITE KO TARGET KARANA CHAHTE HAI USE SELECT KAR SAKTE HAI.
⬛MOBILE USABILITY:-
FRIENDS YAHA HAME HAMARE MOBILE KI USABILITY PATA CHALTI HAI.AGAR KOI PROBLEAM AATI HAI TO HAME YAHA USKE BARE ME PATA CHALTA HAI.FRIENDS YE ISLIYE AATA HAI KYUKI APKE SITE ME KAHI NA KAHI AISE PAGE HAI.JINME AISE LINKS HAI JO KAHI AUR CLICK KARNE PAR BHI KISI AUR PAR CLICK HO JA RAHA HAI.YA APKE SITE ME LINKS BAHUT PAS PAS HAI.
UMMID HAI FRIENDS APKO SEARCH TRAFFIC KE SARE OPTION SAHI SE SAMJH ME AA GAYE HONGE KI KIS TARAH AAPKO APKE SITE KI PURI DETAIL YAHA SE MIL SAKTI HAI.AND AAP KAISE USS DATA KO APNE SITE KO GROW KARANE ME USE KARENGE.
अगर आपको आज का यह पोस्ट पसंद आये तो कमेंट करके जरूर बताये क्युकी कमेंट बॉक्स आपका ही है। हो सके तो अपने हर फ्रेंड्स को आप इस पोस्ट को सोशल मीडिया पर शेयर करके जरूर बताये। और साथ ही साथ हमारे ब्लॉग वेबसाइट को सब्सक्राइब करे। ताकि आप पा सके ऐसे ही महत्वपूर्ण जानकारियों के नोटिफिकेशन सीधे अपने मोबाइल पर।
आप हमसे यहाँ कनेक्ट हो सकते है। | ||
---|---|---|
facebook page | ||
twitter page | ||
Instagram Page | ||
YouTube | youtube channel | |
Youtube Channel Technical Vidya...!!! Watch & Subscribe Channel |
***तो दोस्तों आज के लिए बस इतना ही फिर मिलेंगे अगली पोस्ट में तब तक के लिए नमस्कार जय हिन्द वन्दे मातरम।
Post a Comment
इस आर्टिकल के बारे में आप अपनी राय नीचे कमेंट बॉक्स में दे सकते हैं।