अपने यूट्यूब चैनल को ब्रांड चैनल कैसे बनाएं जानिए हिंदी में
अपने यूट्यूब चैनल को ब्रांड चैनल कैसे बनाये  How To Build Brand Channels To Your YouTube Channel  Smart YouTube Tricks  Technical Prajapati
How To Build Brand Channels To Your YouTube Channel

Hello Namskar Dosto,

Friends, YouTube par apko apne aapko sabit karne ka ek bahut hi badhiya mauka hai. Jise aap apne pratibha ko logo tak apne videos ke jariye pahucha kar dikha sakte hai. Aur agar aisa ho jata hai, to apke channel ko brand channel banane se koi rok nahi sakta. Aaj ki iss post "अपने यूट्यूब चैनल को ब्रांड चैनल कैसे बनाये | How To Build Brand Channels To Your YouTube Channel | Smart YouTube Tricks" me ham yahi janenge ki kaise ham iski suruwat kar sakte hai. To chalo friends aaj ye bhi sikh lete hai.

Dosto, Apne YouTube channel ko Brand banane ke liye apko iss bat ko janana bahut jaruri hai.hai ki apko present Youtube channel ko kaisa hona chahiye.

1.Jab bhi koi apke channel ko ya channel se related kuchh bhi search kare to apka channel vaha show hona chahiye.
2.Apke video ka content dusro se alag yani unique hona chahiye.
3.Apke channel par simple and clear concept use hona chahiye jis se log apke video me kya concept hai use samjh sake.

Ye to hui apke skill ki bat ab hame apne channel ko show kaise karana hai iske liye niche diye sare work ko apko karna hoga Apne channel ko Brand channel banane ke liye.

अपने यूट्यूब चैनल को ब्रांड चैनल कैसे बनाये?

Simple YouTube Channel ko ek Brand YouTube channel banane ke liye. Ham apko niche kuchh jaruri tips de rahe hai. Aap ise apne channel par jarur apply kare taki apka simple YouTube channel bhi Ek Brand YouTube channel Jaisa dikhe Taki log apke YouTube channel ke diwane ho jaye. Kisi bhi 1st time visit karne wale visitor ko aap iss tarike se apne channel ko subscribe karne ke liye majbur kar sakte hai.

Channel Icon:-

Kisi bhi YouTube Channel ko Brand Channel banane ke liye Sabse important hota hai us Channel ka Icon. Kyuki ye icons hi hai jo apke Channel ko represent karte hai. Jab bhi koi apke Channel par visit karta hai, Ya jab koi kuchh search karta hai to search result me ya jab apka video koi dekhta hai uske niche or video me right side ya jab koi apke video par comment karta hai. Sab jagah apke Channel ka icon show hota hai. Jo apke channel ko Represent karne ka kam karta hai. Isiliye Sabse pahle aapko apke channel ke liye Ek badhiya sa icon design kar ke apne channel par lagana hai.

Requirement of icon:-

  • JPG, GIF, BMP, or PNG file (no animated GIFs)
  • 800 X 800 px image (recommended)
  • Square or round image that renders at 98 X 98 px
अपने यूट्यूब चैनल को ब्रांड चैनल कैसे बनाये--Channel Icon Technical Prajapati
अपने यूट्यूब चैनल को ब्रांड चैनल कैसे बनाये--Channel Icon

Channel Art:-

Apne channel par 1st time visit karne wale visitors ko aur logon ko apne channel ke bare me batane ke liye apko apne channel ke liye channel art banana bahut hi jaruri hai. Har channel par iske liye ek badi image ki jagah hoti hai. us jagah aap apne pasand anusar kisi bhi image ko laga sakte hai. Lekin sart yeah hai ki vo image 2560x1440 px me ho.

Channel Description:-

Channel ke "About" tab aap apne channel ka ek achchha sa description likhe jaha aap apne channel par kis topic par video upload karte hai. Aap aage logo ko aur kya dena chahte hai. Apko iss channel se kya ummeede hai. aap iss channel ke bare me kya sochte hai. aadi description me likhe sath hi sath aap apni website ki link, Contact jisme gmail / Email / ph. no / Social Media accounts kuchh jis se aapse sampark ho sake.

Channel Trailer:-

Channel ka trailer apke channel me kya kya hai. Aur aane wala visitor apke channel se kya ummeede rakh sakega. sath hi sath aap apne new visitor ko Channel Subscribe karne ke liye Protsahit bhi kar sakte hai. To aapko apne channel par short info video about your channel  / Channel Trailer banana bahut hi important hai.

To dosto agar aap apne channel par upar diye sare work ko compleate karte hai. To apke channel ko ek Brand channel banane se koi rok nahi sakta. Isiliye sare work ko jaldi se jaldi pura karke apne channel ko Brand YouTube Channel Banaye.

Ummeed hai dosto aap ko aaj ka अपने यूट्यूब चैनल को ब्रांड चैनल कैसे बनाये | How To Build Brand Channels To Your YouTube Channel | Smart YouTube Tricks | Yeah post jarur pasand aaya hoga.


अगर आपको आज का यह पोस्ट पसंद आये तो कमेंट करके जरूर बताये क्युकी कमेंट बॉक्स आपका ही है। हो सके तो अपने हर फ्रेंड्स को आप इस पोस्ट को सोशल मीडिया पर शेयर करके जरूर बताये। और साथ ही साथ हमारे ब्लॉग वेबसाइट को सब्सक्राइब करे। ताकि आप पा सके ऐसे ही महत्वपूर्ण जानकारियों के नोटिफिकेशन सीधे अपने मोबाइल पर।
आप हमसे यहाँ कनेक्ट हो सकते है।
Facebook facebook page
Twitter twitter page
Instagram Instagram Page
YouTube youtube channel
Youtube Channel Technical Vidya...!!! Watch & Subscribe Channel

***तो दोस्तों आज के लिए बस इतना ही फिर मिलेंगे अगली पोस्ट में तब तक के लिए नमस्कार जय हिन्द वन्दे मातरम। 

2 Comments

इस आर्टिकल के बारे में आप अपनी राय नीचे कमेंट बॉक्स में दे सकते हैं।

Post a Comment

इस आर्टिकल के बारे में आप अपनी राय नीचे कमेंट बॉक्स में दे सकते हैं।

Previous Post Next Post