bahut
sare log title dekh kar hi chuk gaye honge. Kya sachme chammach se disease yani
bimario ka pata lagaya ja sakta hai. To janab chauk mat jaiye. Yah mumkin hai.
Ji ha chammach se bimario(disease) ka pata lagaya ja sakta hai. Aaj tak ham
yahi jante the ki chammach se sirf khana hi khya ja sakta hai.
Par hame yah nahi malum tha ki chammach jibh
ko lagakar diabetics, infection, kidney, thyroid, blood jaisi
bimario(disease ) ka bhi pata lagaya ja sakta hai. Yah research university of toronto assistance professor &
medical generalist dr.julian hubbard ne kiya hai.
JULIAN HUMMARD |
⭐ Yaha click kar ke aap dr.julian
hubbard ke bare me adhik jan sakenge ⇒ https://wiped/Julian_Hubbard
TORONTO UNIVERSITY |
⭐ Yaha click karke aap University of Toronto ke bare me adhik jankari le sakte hai⇒ https://www.Toronto.com
Dr.julian hubbard ke research me yah bat samne aai hai ki agar aap chammach ka sahi tarike se use karenge to apke sharir ke bimarioka(disease) pata laga sakte hai. To chalo dekhte hai ki dr.julian hubbard ki research kya kahti hai.
Dr.julian hubbard ke research me yah bat samne aai hai ki agar apko apne sharir me jo bimariya(disease) ho rahi hai agar aap unka pata lagana chahte hai to aap ek chammach lekar uske bahri hisse se apni jibh par ragde jab tak uspar lar na lag jaye. Jab chammach par lar lag jaye to use ek saf polythene me dalkar light ke samse 1-2 minute tak rakhe.
Agar chmmach ke sath yah hua to :-
1. Agar chammach se mithi gangh aaye to apko diabetics ki
samsya ho sakti hai.
2. Agar chammach par yellow parak chadh jaye to apko thyroid ki samsya ho sakti hai.
3. Agar chammach par purple parak chadh jaye to apko blood ki samsya ho sakti hai.
4. Agar chammach par white parak chadh jaye to apko infection ki samsya ho sakti hai.
5. Agar chammach par orange parak chadh jaye to apko kidney ki samsya ho sakti hai.
Friends turant jakar doctor ko dikhye.
Yah sabhi gambhir bimariya(disease) hai. Yah test khud dr.julian hubbard ne kiye hai
अगर आपको आज का यह पोस्ट पसंद आये तो कमेंट करके जरूर बताये क्युकी कमेंट बॉक्स आपका ही है। हो सके तो अपने हर फ्रेंड्स को आप इस पोस्ट को सोशल मीडिया पर शेयर करके जरूर बताये। और साथ ही साथ हमारे ब्लॉग वेबसाइट को सब्सक्राइब करे। ताकि आप पा सके ऐसे ही महत्वपूर्ण जानकारियों के नोटिफिकेशन सीधे अपने मोबाइल पर।
***तो दोस्तों आज के लिए बस इतना ही फिर मिलेंगे अगली पोस्ट में तब तक के लिए नमस्कार जय हिन्द वन्दे मातरम।
Post a Comment
इस आर्टिकल के बारे में आप अपनी राय नीचे कमेंट बॉक्स में दे सकते हैं।