Feedburner क्या है? ब्लॉगर से कैसे जोड़े? जानकारी हिंदी में
FeedBurner-क्या-है-blog-me-kaise-add-kare
FeedBurner-क्या-है-blog-me-kaise-add-kare

FRIENDS FEEDBURNER EK BAHUT HI POPULAR EMAIL DELIVERY SERVICE HAI.DEKHA JAYE TO HAR BLOGGER APNE BLAG KE LIYE EK FEEDBURNER ACCOUNT TO JARUR HI USE KARTA HAI.AUR KARE BHI KYUNA KYUKI FEEDBURNER HAMARE BLOG KE LIYE BAHUT HI IMPORTANT HAI.

ISSE HAM APNE PURANE VISITORS KO AANE WALE NEW POST KI NOTIFICATION EMAIL DWARA SEND KAR SAKTE HAI.YE AUTOMATICALLY WORK KARTA HAI.AGAR APNE ABHI TAK APNE BLOG KE LIYE FEEDBURNER KI SERVICE KO START NAHI KI HAI TO AAP ISS POST ME DIYE GAYE AASAN STEPS KO FOLLOW KARE.

ISS POST ME HAM BAT KARENGE KI FEEDBURNER KYA HAI?FEEDBURNER ACCOUNT KAISE BANAYE AUR USE BLOG ME KAISE SETUP KARE? JO KI BAHUT AASAN HAI.CHALO DEKHTE HAI.


FeedBurner Kya Hai?

FRIENDS FEEDBURNER KO GOOGLE NE WEBSITE AND BLOG KE LIYE HI BANAYA HAI.FEEDBURNER EK EMAIL DELIVERY SERVICE HAI.JIS SE WEBSITE YA BLOG PAR JO BHI NEW POST PUBLISH HO TO USKI NOTIFICATION US WEBSITE YA BLOG KE USERS TAK AASANI SE EMAIL DWARA SEND KIYA JA SAKE.YE BILKUL FREE SERVICE HAI.JIS SE HAM APNE SAHI VISITORS TAK NOTIFICATION PAHUCHA SAKTE HAI.JISKI VAJAH SE HAMARE BLOG YA WEBSITE PAR TRAFFIC INCREASE HONE ME HELP HOTI HAI.

FEEDBURNER EK BAHUT HI BEHTARIN EMAIL DELIVERED FREE SERVICE HAI.JISE JADATAR LOG USE KARTE HAI.ISSE USE KAERNE KE LIYE APKO APNE BLOG ME SUBSCRIBE WIDGET LAGANA HOGA.JAISE HI KOI VISITOR APKE BLOG YA WEBSITE KO SUBSCRIBE KAR LETA HAI.USKE BAD AAP JAB BHI KOI NEW ARTICLE YA POST APNE BLOG WEBSITE PAR PUBLISH KARENGE TO USKI NOTIFICATION US VISITOR KO 24 HOUR KE ANDAR EMAIL DWARA AUTOMATICALLY SEND KI JAYEGI.

APNE BLOG KE LIYE FeedBurner ACCOUNT KAISE BANAYE?

DOSTO FEEDBURNER KO GOOGLE NE BLOGGER PLATFORM KE LIYE HI BANAYA HAI.JIS SE HAM APNE BLOG KE NEW POST KE NOTIFICATION KO APNE VISITORS TAK PAHUCHA SAKE.USKE LIYE APKE PAS EK FEEDBURNER ACCOUNT HONA JARURI HAI.AAP NICHE DIYE AASAN STEPS KO FOLLOW KARKE FEEDBURNER ACCOUNT BANA SAKTE HAI.

STEP 1:-

SABSE PAHLE AAP Feedburner SITE PAR JAKAR APNE GMAIL ID SE LOGIN KAR LE.

1.AB APKO "Born a feed right this instant" ME APNE BLOG KA url DALNA HAI.
2."I am a podcaster" KE SAMNE TICK KARE.
3.AB AAP Next PAR CLICK KARE.


FeedBurner क्या है--png-1
FeedBurner क्या है--png-1

STEP 2:-

AB AAGE AANE WALE PAGE ME APSE PUCHHA JAYEGA KI AAP POST DELIVERY KE LIYE FEEDBURNER SERIVICE LE RAHE HAI YA POST COMMENT KE LIYE.

1.NICHE IMAGE ME DIKHAYE ANUSAR AAP YAHA CLICK KAR DE.
2.AB AAP NEXT PAR CLICK KARE.


FeedBurner क्या है--png-2
FeedBurner क्या है--png-2

STEP 3:-

AB APKE SAMNE JO PAGE OPEN HOGA VAHA APKO APNE BLOG KA TITLE AUR URL SET KARNA HAI.

1.YAHA AAP APNE BLOG KA TITLE ENTER KARE YE TITLE NOTIFICATION SEND KARTE WAKT AAPKE VISITORS KO SHOW HOGA.
2.AB AAP ISS JAGAH APNE FEEDBURNER KA URL SET KARE.
3.AB AAP NEXT PAR CLICK KAR DE.


FeedBurner क्या है--png-3
FeedBurner क्या है--png-3

STEP 4:-

AB AAPKA FEEDBURNER ACCOUNT BAN CHUKA HAI...YAHA APKA CONGRATS...KIYA JAYEGA.

1.AB AAP NICHE NEXT PAR CLICK KAR DE.


FeedBurner क्या है--png-4
FeedBurner क्या है--png-4



STEP 5:-

1.YAHA BHI AAP NEXT PAR CLICK KARE.


FeedBurner क्या है--png-5
FeedBurner क्या है--png-5

STEP 6:-

1.CLICKTHROUGHS KE SAMNE CLICK KARE.
2.I WANT TO MORE KE SAMNE CLICK KARE.
3.AB AAP NEXT PAR CLICK KAR DE.


FeedBurner क्या है--png-6
FeedBurner क्या है--png-6


***FRIENDS AB AAPKA FEEDBURNER ACCOUNT PURI TARAH READY HO GAYA HAI.AB APKO APNA FEEDBURNER URL APNE BLOG ME SUBMIT(SET-UP) KARNA HAI. 


FeedBurner Feed Url KO BLOG ME KAISE ADD(SET) KARE?

1.BLOGGER DASHBOARD ME JAKAR SETTING PAR CLICK KARE.
2.AB AAP OTHER PAR CLICK KARE.
3.YAHA AAP POST FEED REDIRECT ME FEEDBURNER URL KO ADD KARE.
4.FINALLY AB AAP SAVE SETTING PAR CLICK KAR DE.

FeedBurner क्या है--png-7
FeedBurner क्या है--png-7

AB AAP JAB BHI APNE BLOG PAR KOI ARTICLE POST KARENGE TO FEEDBURNER SE AUTOMATICALLY APKE SUBSCRIBERS KO NOTIFICATION CHALA JAYEGA.

UMMID HAI DOSTO AB APKO FEEDBURNER KYA HAI?AUR BLOG ME ISSE KAISE SET KARE PURI TARAH SAMJH AA HI GAYA HOGA.AGAR AAP BLOGGER HAI TO APKE PAS EK FEEDBURNER ACCOUNT TO JARUR HONA CHAHIYE.

अगर आपको आज का यह पोस्ट पसंद आये तो कमेंट करके जरूर बताये क्युकी कमेंट बॉक्स आपका ही है। हो सके तो अपने हर फ्रेंड्स को आप इस पोस्ट को सोशल मीडिया पर शेयर करके जरूर बताये। और साथ ही साथ हमारे ब्लॉग वेबसाइट को सब्सक्राइब करे। ताकि आप पा सके ऐसे ही महत्वपूर्ण जानकारियों के नोटिफिकेशन सीधे अपने मोबाइल पर।
आप हमसे यहाँ कनेक्ट हो सकते है।
Facebook facebook page
Twitter twitter page
Instagram Instagram Page
YouTube youtube channel
Youtube Channel Technical Vidya...!!! Watch & Subscribe Channel

***तो दोस्तों आज के लिए बस इतना ही फिर मिलेंगे अगली पोस्ट में तब तक के लिए नमस्कार जय हिन्द वन्दे मातरम। 

Post a Comment

इस आर्टिकल के बारे में आप अपनी राय नीचे कमेंट बॉक्स में दे सकते हैं।

Previous Post Next Post