पेटीएम 10 पे 40 यूपीआई कैशबैक ऑफर | कमाए ₹10000 तक
10-पे-40-UPI-Offer-paytm-Mahaloot
10-पे-40-UPI-Offer-paytm-Mahaloot

Hello namskar dosto,
Friends aaj me aap sabhi ke liye Paytm ka ek aisa jabrdast upi offer lekar aa gaya hu jiska nam hai - 10 pe 40 upi offer. Dosto Paytm ki iss new upi offer se ham 10,000/- rupee tak kama sakte hai. Iss offer ko apply kaise kare aur kaise paye 10,000/- jan ne ke liye apko pura article read karna hai to chalo friends Paytm ke iss new offer 10 pe 40 upi offer ke bare me jan lete hai.

Friends aap sabhi ko pata hi hai ki paytm apni ek offer ko khatm hone se pahle hi dusri offer lounch kar deta hai.isse pahle paytm ki 10 pe 10 upi offer chal rahi thi. Agar aapne abhi tak us offer ke bare me nahi jana hai to aap niche diye gaye link par click karke puri offer padh sakte hai. Sath hi sath aap paytm ke 7 pe 11 offer ka bhi fayda utha sakte hai.

PAYTM 10 PE 10 UPI OFFER LOOT 2500/-RUPEE


PAYTM 7 PE 11 UPI OFFER EARN 1100/-RUPEE


Dosto 08/11/2018 yani kal hi Paytm ne apne users ke liye new upi offer lounch ki jiska nam 10 pe 40 upi offer hai. Iss upi offer ko aap apply karke fix 10,000/- rupee kama sakte hai.


Term's & Condition this (10 pe 40 upi) offer:-

  1. Offer apply karne ke liye apko 250/-rupee ya us se jada money send karna hai.
  2. Agar aap 250 se kam money send karenge to vo valid nahi hoga.
  3. Aap ye paise kisi bhi upi id par send kar sakte hai.
  4. Bank money transfer valid nahi hoga
  5. Offer sirf paytm ke Cashback icon par click karke offer apply karte hai. To hi aap agar transaction karenge to hi valid hoga.
  6. 10 pe 40 upi offer me apply karke apko sabhi 10 transaction 5 day ke andar hi complete karna hai.Agar aap 5 day ke andar 10 transaction nahi kar pate to offer expair ho jayega.
  7. Aap kisi 1 upi id par hi bar-bar money send kar sakte hai.
  8. 10 money transaction ke bad apko 40/-rupee cashback apke paytm wallet me add ho jayenge.
  9. cashback add hone me 24 hours tak lag sakte hai.(Halaki cashback transaction ke turant bad paytm wallet me add ho jate hai.)
  10. Yeh offer 31 December 2018 tak valid hai.
  11. Aagar aapka paytm kyc done hai to hi aap cashback ke liye eligible hai.

10 pe 40 upi Offer ko kaise apply kare:-

  • Paytm application open kare
  • Right side upar cashback par click kare.
  • 10 pe 40 upi Offer ko search kare.
  • 10 pe 40 upi Offer par click karke offer par diye Apply Offer par click kare.
  • Ab apke samne transaction report show ho jayegi jaha apko pata chalega ki apne kitne transaction kar liye hai.
  • 1st send money par click kare.
  • Koi bhi upi id dale jis par aap money transfer karna chahte hai.
  • Uske bad aap proceed par click kareke ammount enter kare.
  • Passcode dalkar transaction complete kar le.
  • Ab apko aise hi 9 transaction aur karne hai.
  • Jaise hi aap all 10 transaction kar lete hai apke paytm wallet me 40/-rupee Add ho jayenge.
  • Kabhi kabhi cashback milne me 24 hours lag jate hai.But normmaly cashback instantly paytm wallet me Add ho jate hai.
Dosto Paytm me aap daily 10 hi transaction kar sakte hai.Aap iss offer ko daily apply karke 40/-rupee daily pa sakenge. Iss Offer ko aap 1 paytm account se 250 bar apply kar sakte hai. Iska matlab hai ki apko 250 bar 40-40/-rupee milenge

250 x 40 = 10,000

To friends ummid hai aap sabhi ko aaj ka yeh paytm new upi offer 10 pe 40 puri tarah pata chal hi gaya hoga.To friends der kis bat ki jao aur loot lo paytm ke iss new offer ko.

अगर आपको आज का यह पोस्ट पसंद आये तो कमेंट करके जरूर बताये क्युकी कमेंट बॉक्स आपका ही है। हो सके तो अपने हर फ्रेंड्स को आप इस पोस्ट को सोशल मीडिया पर शेयर करके जरूर बताये। और साथ ही साथ हमारे ब्लॉग वेबसाइट को सब्सक्राइब करे। ताकि आप पा सके ऐसे ही महत्वपूर्ण जानकारियों के नोटिफिकेशन सीधे अपने मोबाइल पर।
आप हमसे यहाँ कनेक्ट हो सकते है।
Facebook facebook page
Twitter twitter page
Instagram Instagram Page
YouTube youtube channel
Youtube Channel Technical Vidya...!!! Watch & Subscribe Channel

***तो दोस्तों आज के लिए बस इतना ही फिर मिलेंगे अगली पोस्ट में तब तक के लिए नमस्कार जय हिन्द वन्दे मातरम। 

Post a Comment

इस आर्टिकल के बारे में आप अपनी राय नीचे कमेंट बॉक्स में दे सकते हैं।

Previous Post Next Post